kundra ko shradhanjli
Sachcha dost, sachcha saathi
dosti men mitne ko taiyaar hai....
'Kundra' ek dum sachcha yaar hai........................
ek ladki ko chahta hai ye,
uske liye bekaraar hai
uske liye 'company' chhodi,
'Desh' chhodne ko bhi taiyaaar hai......
26 saal se kar raha ye,
har pal uska intezaar hai................................
main kehta hoon , 'infatuation' hai,
wo kehta hai "yehi pyaar hai"................
sachcha Aashiq, sachcha Indian,
maan-baap ki aankhon ka 'STAR' hai.....
Aisa apna 'kundra' yaar hai...........
'Kundra' ek dum sachcha yaar hai................
uski 'Good morning" mails ke baad hi,
shuru hota apna 'Kaarobaar' hai....
Hum jaise Software engineers ke liye wo.
Khuda ka bheja anmol 'uphaar' hai........
sada salamat rahe tu 'Kundra'
hum sab ka bas yehi 'vichaar' hai...............
Jo yeh padhe 'Kundra chaalisa' ,
hoye sidhdhi, saakhi gori sa,
'Ghalib' das sada hari chera
Kije naath hridaya men dera.....................................

2 comments:
wah wah ...
aman ji guno ka bakhan hai ye to
kundra chaleesa
deepak, u put his charater in this poem..
kaash hamre liye bhi kuch likhen aap
https://www.blogger.com/comment.g?blogID=33949489&postID=9190919521695550417&bpli=1
Post a Comment